Hindi, asked by Knhf8211, 7 months ago

Yadi bhasha na hoti par soo shabad ka aanushad likiye

Answers

Answered by drashti1610
0

Answer:

here's the answer

Explanation:

Hope you like it ✌

Attachments:
Answered by harshitsingh15
0

Answer:

bhasha humare jeevan ka bahut hi mahetwapurna aang hai. Bina bhasha ke koi bhi viyakti kisise kisi bhi prakar ki jankari ka len den na kar pata . Yadi bhasha na hoti to hum aapni bhaawnao ko jahir na kar pate or na hi kisi ko samajh pate. Bhasa ke bina kisi bhi prakar ka aawishkaar sambhav na hota jaise hum mobile phone to banalete parantu uska upyog karna asambhav hota . Bhasha humare jeevan ki ek aisi kadi hai jispe hum log jada dhayaan nahi dete parantu isske bina humare jeevan atyadhik kathin ho jata . Kai desho ki apni apni bhasha hoti hai jab hum kisi or desh me jate hai tab hume bhasha ka mahetwa samajh aata hai kyuki bina unki bhasha jaane hume ussne baat karne me pareshaani hoti hai . Issiliye haar bhasha ka apna mulya hota hai, hume saari bhashao ka aadar karna chahiye or jada se jada bhasahao ko seekhna chahiye.

Explanation:

Hope you will like it.

Similar questions