Math, asked by pradhansaditya3058, 10 months ago

Yadi Ek kile me1200sanik ke liye 36 din ka khana tha yadi 16 din baad 300 sanik or aa jate haito wo khana kitne din tak chalega

Answers

Answered by rohitkumargupta
2

HELLO DEAR,

question ke anusar,

Ek kile me1200sanik ke liye 36 din ka khana tha

to,

1200 sainik ka total khana = 1200×36 = 43200

uske bad 16 din baad 300 sanik or aa gye

to,

16 din tak 1200 sainik khaye uska amount = 16×1200 = 19200

ab bacha hua khana = 43200-19200 = 24000

uske bad 300 aur a gye to total sainik 1500 hue

tab khana chalega 24000/1500 = 16 din.

I HOPE IT'S HELP YOU DEAR,

THANKS

Similar questions