Hindi, asked by ak8347626gmailcom, 3 months ago

yadi kisan nahi hote to kiya hota​

Answers

Answered by Anonymous
3

Answer:

Kisan ek esa word hai jo sabhi ko bhojan deta use kisan kahtey hai lekin ham soch saktey hai kisan na hoga to ham bhukh mar jayega unke bina hamara astitwa hi khatre me pad jayega o

kisan ek pavitra soul hai jo hamare desh ko bhojan upalabdh karata hai .

agar kisan na rahe hum mansahari ho jayenge aadimanva ban jayege aaur dusro ko mar kar phir khane vali nature hamare andar aa jayegi.

lekin aaj unhi ka shoshan ho raha hai wahi aah bhukhe mar rahe hai aaj ki samaj me yah ek vidambana .

Explanation:

Similar questions