India Languages, asked by abhishekkumartujhe, 10 months ago

yah sampurn Sansar kiske dwara anushasit hai​

Answers

Answered by aji22
2

Answer:

Brahma ji-CreAtor

Shiva ji-Destroyer

Vishnu ji-preserver

Explanation:

Jab jab dharti pe paap aur chall hua hain toh vishnu ji ne avatar leke iss dharti par kadam liya hain jaise Ram ke avatar mei unhone Raavan ka Wadh kiya aur Krishna ke Avatar leker kans ka wadh kiya aur arjun ko margdarshan diya mahabharat ke liy!aur kaliyug khatam hone par kalki ka avatar lenge toh Yeh kaha jaa sakta hain ki Vishnu bhagwan dwara Sansae anushashit hain

Similar questions