Hindi, asked by vickypanchal77, 10 months ago

यमक एवं स्लैश अलंकार में सोदाहरण अंतर स्पष्ट किजिए​

Answers

Answered by rameshprasad01237
1

Explanation:

yamak

1. ek shabd ka prayog ek se adhik baar hota hai, par haar bar uska aarth alag hota hai.

udharan- Kanak Kanak tai sauguni madakta adhikay , yaha pehle Kanak ka aarth hai dhatura , aur dusre Kanak ka aarth hai sona (gold) .

slesh

1. kisi sabd ka prayog ek bar hi hota hai , par uske ek se adhik aarth hote ya nokalte hai.

udharan- Mangan ko dekhi , paat det baar baar hai, yaha paat sabd ke do aarth hai - darwaja tatha vatra

Similar questions