यदि आपको अपने विद्यालय के लिए एक संविधान बनाने को कहा जाए तो आप किन किन बातों का ध्यान रखेंगे?
Answers
Answered by
4
Answer:
Explanation:
Apna vidyalay ko accha banane ke liye ek principal accha chayie taki wo student ko dekh sake Naye naye cheezen karwain aur ek students ko accha hona jyada jaroori haiyadi hame aisa kaha jaaye toh hame sabse pehle ye dhyan rakhna chahiye ki bacchho ke sath koi bhed bhav na ho aur teacher sabke baaton ko samajhne ki koshish karen. samvidhan banane se pehle hame bacchho se puchna chahiye ki unko kya kya taqleef hai chahe woh padhai me ho ya koi aur baat ho. hame swachhata se rehne ko bhi dhyan rakhna chahiye. hum jitne bhi niyam samvidhan mein banayenge usme aadhe se zyada bachche sahmat hone chahiye. hame aise niyam banane chahiye jisse bacchho ka unnati ho
Similar questions