Math, asked by omkar3613, 1 year ago

यदि मे पुस्तक होता तो निबंध इन हिंदी​

Attachments:

Answers

Answered by spshsanto0314
6

Answer:

Yadi mai pustak hota to savyam ko bahut bhagyasaali samjata kyuki kaha jaat hai ki pustak insaan ki sabse achhi dost hoti hai . wo sab jaruri baate sikhaati hai .Gaar main pustak hota to bahut saara gyaan khud mai smete hue hota . aur main kabhi bhi puraani nhi hoti, har dour mai muje padne wale badhte hi jaate . main har vishya aur bhav ki hoti . muje ameer aur gareeb dono ek saman padte . muje bhi achha lagata ki  main dono ke kaam aati hu .  main har achhe aur bure waqkt mai insaan k saath rahti . aur use aage badhne ki himmmat dilati . muje likhen walee bhi puraskaar paate !

Read more on Brainly.in - https://brainly.in/question/648957#readmore

Step-by-step explanation:

Similar questions