यदि परिक्षा नही होती essay
Answers
Yadi pariksha na hoti
Yaadi Pariksha nhi hti to ek pal ke liye to saya dhume achh alagata lekin phir hum ye nhi jaan paate ki hum kitne kushal aur nipun hue hai jo humne ab tak sheekha hai . issliye hume samay samay par parikshaaye dete rahna chahiye .Jaise ki hume kisi cheej ko maapne ke liye kisi maapdund ki jarurat hoti hai yaa jeevan ki uchaayiyo ko mehsos krne ke liye safataataye yaa koi kathin smaay hota hai thik wais ehi humari aarjit ki gyi vidhya aur sikhsa ko tolne ke liye Parikshaaye hoti hai . Parikshaaye hume batati hai ki humne kaise padhaayi ki hai ab tah aur ky agyaan aurjit kiy ahai . kya humne jo ab tak padha yaa seekhe wo noukaari mai kaam aayega yaa hume yaad rahge kya . isliye humehsaa parikshaaye aayojit ki jaati hai . humaare gyaan ka mulyankan krne aur parkhne ke liye har 3 maheene baad yaa saal k ant mai ek pariksha aayojit hoti hai jismai aaye hua huamre ank batate hai ki hume saal bhar mai kya naya seekha aur ky ahum aage ki kasha mai jaan elayak hai yaa hum koi noukaari prapt krne yogya hue yaa nhi .Isliye parkshaaye humare jeevan mai bahut mahatv poran hai . ye hume batati hai kaha kami rah gyi hai aur kaha par aur sudhaar ki jarurat hai .hume parikshao se kabhi ghbarana nhi chahiye , ye humara aaina hume dikhati hai ki aur kaha bina haar mane mehnat krni hai .au rkya achha padhna hai aur seekhna baaki rah gya kyuki achhi paariksha uteerean kr ke hi hum kisi niji ya sarkaari seva mai desh aur samaj k aachhe se bhala kr [aaye gye aur ek achhi aajivika le paayenge !!