Hindi, asked by uttu8264, 4 months ago

Yatha raja tatha praja. Arth bataye

Answers

Answered by Anonymous
0

Answer:

iska arth hota hai " jaisa raja waisi praja ".

kyuki raja ke charitra aur yogyata ka praja par bhi bahut prabhav padta hai. agar koi raja yogya aur achha shashak tatha senanayak hota hai to uska prabhav sakaratmak roop se uski praja par padta hai aur uski praja bhi raja ke anusar sahasi Ho jaati hai parantu agar raja ayogya aur vilaasi hota hai to praja bhi usi prakar Ho jaati hai. isiliye kaha jaata hai ki yatha raja tatha praja.

I hope it will help you.

Similar questions