ye to theek h but mujhe jan na tha aisa hota kyu hai?
mane x ∝ y ( ye direct propotion kyoki x badhega to usi rate se y bi bhadega)
lekin tum ye kahan se laye??
or indirect / inverse proportion me hota h x ∝ 1/y
( ab dekho meko pta ye ulta hota h direct ke isme ek badhta h to dusra kam hota h same rate se)
Ye kyu kaise kahan se aaya samjaahoo
explain and bring me out of this cult please
plz aise samjhao jisse m ek chote bachhe ko samja du
Attachments:
Answers
Answered by
1
Explanation:
x directly proportional to y he to uska ek specific symbol he. Lekin hamare paas x inversely proportional to y ke liye koi alag se symbol nahi hena isiliye hum use x proportional 1/y likhte hai.
Similar questions