Biology, asked by neelaaruna2020, 7 months ago

you people don't know Hindi.
if you people know then answer my question.
write 10 sentences using examples of parinaam vachak visheshan and sankhya vachak visheshan.

Answers

Answered by Anonymous
28

Answer:

Sankhayvachak:- mujhe char rotiya di ,yha pr 10 ghore hai,chacha ke pass char bndar hai hai,Mere pass 2 Kalam hai ,usne char 4 Kalam khrrede,wo pratidin do roti khaya hai, wha char baar ghumne gata hai

Explanation:

Parinam vachak:-uske pass 3 kilo aam hai , what 2 litre doodh peeta hai , uske papa 2 kilo angoor lye , what do darzan kele khata hai, hmne 10 kilo chawal khreede , uske nana 5 kilo anar lye , unhone 5 litre doodh liya

Answered by srijanichat2017
2

Answer:

shankhya vachak visheshan -

1] amit ke pas tin pen hai.

2] Mina ne mujhe kuch fal khane ko diye.

3] humare gao mai bas ek hi bus aati hai

4] jaipur mei char hazar bus hai.

5] mujhe kuch log aate hue dikhai de rahe hai.

parinaam vachak visheshan -

1] jao jakar darji se do meter ka ek kapra lao.

2] mere lie thore fal le kar aayo

3] mithaiya banane ke lie hume do kilo chini ki zarurat paregi.

4] kya tum bazar se ek kilo aata la sakte ho?

5] mujhe do kilo pyaz chahiye.

Explanation:

hope it helps. Please mark my answer as the brainliest, follow me and give it thanks.....

Similar questions