ਮੀਨਾ ਨੇ ਸੜਕ ਤੋਂ ਗੁਜਰਦੇ ਸਮੇਂ ਵੇਖਿਆ ਕਿ ਕੁਝ
ਲੋਕ ਭੇਡਾਂ ਦੇ ਵਾਲ ਉਤਾਰ ਰਹੇ ਹਨ । ਉਸ ਨੇ
ਆਪਣੀ ਮਾਤਾ ਨੂੰ ਪੁੱਛਿਆ ਕਿ ਇਹ ਕੀ ਕਰ ਰਹੇ
ਹਨ?
(ਉ) ਉਨ ਦੀ ਕਟਾਈ (ਅ) ਵਾਲ ਕੱਟਣੇ
(ਏ) ਕਟਾਈ
(ਸ) ਕੋਈ ਨਹੀਂ
Answers
Answer:
LYRICS:
Yo!!
log karte hai baatein par mujhse bolte nahi,
woh dekhte hai sab par mujhko dekhte nahi.
main jataa hoon jahaan bhi koi tokta nahi,
woh gali ka kutta ab mujh par bhaukta nahi.
na hi khelta hai koi bhi ab mere saath,
na bulata hai koi chahe ho birthday aur
baraat.
main apple ko khane se pehle kaat ta nahi,
aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi
nahi,
main sheher me hoon aur bheed bhi hai par
koi bhi nahi...
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi
nahi,
na ghar par, na garden, na chhat par koi bhinahi.
main to youtube reactions dekhta hoon with
anjaan chehre,
kyunki lagta hai koi baitha hai just bagal
mere.
main to facebook bhi use karta hoon bus
memes share karne,
aur paani bottle bharta hoon khali kar phir
bharne.
main pyaar ke baare me ab jyada sochta
nahi,
ab pehle jaisa na rota, sar nochta kabhi.
main kismat ko pehle jaisa ab daant ta nahi,
aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi
nahi,
main sheher me hoon aur bheed bhi hai par
koi bhi nahi.yahan koi nahi, yahan koi nahi, yaha koi bhi
nahi,
na ghar par, na garden, na chhat par koi bhi
nahi.
main to morning shows me jataa hoon bus
apne saath,
I know I'm no ugly but sundar hai mere
daant.
mujhe bachpan se hi andhere se tha lagta
darr,
ab yeh hi mere saath me hai banke mera
ghar
waise to zyada log mujhko jaante nahi,
mere apne bhi apna ab mujhko maante
nahi.
main line ko kabhi beech se kaat ta nahi,
aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yahan koi
nahi, yahan koi nahi..yahan koi nahi, yahan koi nahi, yahan koi
nahi, yahan koi nahi...
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yahan koi
nahi, yahan koi nahi..
yahan koi nahi, yahan koi nahi, yahan koi
nahi, yahan koi nahi..
bus main hoon aur yeh duniya...
jahan mujhko na sunta hai koi..
oh baba taare...tum hi bolo...
kahan jau me kya karu abhi..
dekho dekho.tum mujhe naa..
bus bhatakta rahaa main bin sabhi...
bus main hoon aur yeh duniya...
jahan mera ab koi bhi nahi...
log sapno me udte honge par mera hai alag,
main girta rehta hoon par niche girta nahi.
main apple ko khane se pehle kaat ta nahi,
aur dil ki baatein kisi se ab baant ta nahi.