1. भारतीयों के बारे में कवि ने क्या कहा है
Answers
Answer:
कवि ने कहा है कि भारतीय जब कुछ ठान लेते हैं तो उसे करके ही दम लेंगे है और चाहै इस में जान की बाजी कर्मों न लग जाए।
Answer:
bhartiyon ke bare mein Kavi Ne Kaha Hai Ki Jis Desh Mein Pavitra Ganga nadi bahti Hai vaise Pavitra Hriday Wale bharatvasi Hain Bhartiya Logon ke Hriday Mein Nirmal Bhavna rahti hai aur hotom par sacchai Hoti Hai Mehamaanom Ka Apne pranom Se Jyada samajhne Wale Hain Jo Kuchh paise unke pass hote hain Usi Se Apna Jivan Khushi Se bitane Wale Hain maanav seva hi maadhav seva samajnevale hain bharatvaasi har praani ki kimath jaanthe hain bhinn samskruthi aur bhinn desh vasiyon se bhi Milkar Rahane wale Vishal hrudayi hain bharatvasi kabhi bhi swardh ke andhe Bankar Jivan bitane wale Nahin Hai sare Vishv ko ekatha se Rahane ka Sandesh Dene Wale Hain