Hindi, asked by faheemx2005, 9 months ago

1 min asl speech for grade 9 हम पोशाक से ही इंसान को परखते हैं

Answers

Answered by Anonymous
1

Answer:

insaan chahe jitna bhi aage kyo na bad jaye uski pravarti nahi badalti. hum sab jante hai ki insaan ki parakh kabhi bhi upari dikhavat se nahi ho sakti magar fir bhi hum sab me se sabse ache vyakti bhi ek had tak ye bhul karte hai. poshak paise v taakat ka pratik ban chuka hai. har chote bade moke par insaan ke man ke vicharo se zyada uske tan ke kapde ko dekha jata hai. hamare samaaj mein kapda hi pehla prabhav bhi hamari poshak ki kimat, tarika dekh ke banta hai. hum yeh sab dhyanmein leke dono poshak aur insaan ki bhumika ko galat samajh rahe hai. insaan karm karne ke liye hai naki alochna karne ke liye aur poshak sirf tan ko dakhne ke liye naki insaan se insaan ke bich badha banne ki.

Similar questions