Hindi, asked by Aanish1111, 1 year ago

1 minute speaking skills on pollution in hindi

Answers

Answered by AyushiMaske
2
U can talk about types of pollution, garbage, water, then add somewhat topic of electricity taken out grom coal, greenhouse effects, And Mr. Modi's new scheme of bann on CFC'S polythene. . .
May this help you
Plz mark it as a brainleist

Aanish1111: thank you
Aanish1111: which schhol
Aanish1111: sorry school
AyushiMaske: School of scholars. . . . But why
Aanish1111: simply
Answered by vamps
2
pradushan
pradushan felta hai vaahno se , ac se, fridge se. pradushan se hamara paryavaran kharab hota hai . pradushan se bahut bimariyaan bhi felti hai , jaise khaasi aadi .

manushya hi pradushan ka kaaran hai .
aaj kal ki aadhunik jeevan mei humne paryavaran ko kahi chhod diya hai .Na aaj manushya ko iski parvaah hai na khabar hai na hi woh iske baare mei sochta hai .aaj iss shaan -o-shaukat ki zindagi mei logo ko apne paryavaran ke baare mei nahi sochte hai.

ped paudhe ke nasht ho rahe hai lekin pradushan ko rokne liye bhi ped paudhe hi kaam mei aate hai .hume zyaada se zyaada ped lagana chahiye aur pradushan ko bachana chahiye.. hum sab ko ek vaada karna Chahiye ki hum apne paryavaran ko swachh banaenge.............
Similar questions