10 saal pahle b ki umra c ke umra ka 10 guni thi yadhi unke wartaman umra ka anupat 4:1 hai to b ki umra btaiye
Answers
Answered by
0
c ki wartaman umra x pakar lete hai.
Toh fir b ki wartaman umra 4x hogi kyu ki unke umar 4:1 ke anupat mein hai.
Toh 10 saal pehle b ki umra 4x-10 hogi.
Aur 10 saal pehel c ki umra x-10 hogi.
Prashna ke anusar, 10 saal pehle b ki umra c ki umra ka 10 guna tha.
iska matlab,
4x-10 = 10 (x-10)
4x-10 = 10x - 100
4x-10x = 10-100
-6x = -90
x = -90/-6
x = 15
c ki umra 15 saal hai
b ki umra hai 4x = 4*15= 60
Toh b ki umra 60 saal hai.
Please iss answer ko Brainliest mark kar dijiye. Please.
Similar questions