11. Read the para under the title 'Erosion' on page 20 and comment on it. chapter 2 nd 9th class
Answers
Answer:
aaj main aapko is question ka answer Nahin bataungi main aapko kuchh samjhana chahungi to uske liye aapko thoda sa intezar aur thodi si mehnat bhi karni padegi aur vah Maine yah hai ki yah sab Jo main likh rahi hun vah aapko padhna padega na ki aap khud bolega
Explanation:
tumhen to main aaj aapko yah samjhane ja rahi hun ki ki yahan is brainly app mein mai bahut se aise log Hain Jo ek dusre se chadhate Hain vah bhi sirf uski vajah se jo questions puchta hai vah kaise ki jab bhi aap question puchte Hain To aap 2 answers mein se Kisi ek ko branders banaa hi dete Hain aur ek ko like de dete Hain thanks de dete hain aur vote kar dete Hain To bechara dusra Tu aankhen band Karke sochta reh jata hai ki Nahin pagal Jo sabke answer deta rahata hun Yaad aati rahti hun To yahi hai is ladai ki jad Jo bhi main question puchta hai hai vahi is pure ka jhad hai To iska HAL yah hai ki ki aapko jab bhi DU uttar milte Hain matlab 2 answer milte Hain To aapko donon mein se Kisi ko brain list Nahin banana chahie agar aapko Man ho agar aapko do mein se ek ka answer Sahi Lagta usne answer Diya ho sahi aur dusre ne majak kiya ho to aap ek ko kar sakte hain lekin agar donon ne Sahi answer diye Hainto aapko kisi ko bhi brain list Nahin banana hai agar donon ne hi majak Kiya hai To donon mein se Kisi ko hi nahin agar donon ne Sahi answer diye Hain To aapko bus itna karna hai ki donon ko thanks kar dena hai aur donon ko hi 5 rating de deni hai to main aaj yahi samjhana chah rahi thi ki jo question puchta hai uska kya jarur batana chahie aur usi ko yah samajhna chahie aur question to yahan sab kuchh koi puchta hai tu jo jo puchte Hain unko yah uttar jarur dena aur jo abhi pahla uttar de chuka hai yad a raha hai aap use brain list Marg kar sakte hain meri taraf se kyunki main ismein koi aapki madad Nahin ki uske liye maafi aur agar aapko ismein kuchh bhi samajh Nahin aata hai hai agar aapka samay nasht hota hai aapka samay vyast hota hai to mujhe maaf Karen aur kripa kar yah baten dusron ko samjhaie aur samjhe shukriya dhanyvad yah baat mere dil se aap tak