1929 के लाहौर अधिवेशन की मुख्य विशेषताएं क्या थी
Answers
Answered by
1
Answer:
pure swaraj ka ghosda patr taiyar hua
Explanation:
31 December 1929 ko Bhartiya Congress ka Varshik Adhiveshan tatkalin Punjab prant ki rajdhani lahore me hua.Es Etihasik Adhiveshan me Congress ke full swaraj ka ghosda patr taiyar kiya or full swaraj ko Congress ka mukhya lakshya ghoshit kiya. Jawahar Lal Nehru es Adhiveshan ke adhyaksh chune gaye
Similar questions
English,
1 month ago
Social Sciences,
1 month ago
Computer Science,
3 months ago
Math,
3 months ago
Science,
9 months ago
Science,
9 months ago