Math, asked by sachinidc, 1 year ago

2 बाप 2 बेटे हॉटेल में खाना खाने गये प्रत्येक ने 45 का खाना खाया तो बिल कितने का चुकाना पढा?

Answers

Answered by armaanian
61
=====================================================================

QUESTION --
2 baap 2 bete hotel mein khana khane gaye pratyek ne 45 ka khana khaya. toh total bill kitna hua?

ANSWER --
total mein waha 3 log the 
1 dada / nana ( prsn A )
2 papa ( prsn B ) 
3 beta ( prsn C )

prsn A prsn B ka father hai 
prsn B prsn C ka father hai 
matlab 2 baap hogye

prsn B prsn A ka son hai
prsn C prsn B ka son hai 
matlab 2 bete hogye

isse yeh saabit hota hai ki hotel mein sirf 3 hi log gaye the 
toh iska matlab bill nikalne ke liye 45 ko hum 3 se multiply karenge jiska answer aayega 135.

=====================================================================
#hope this helps u ...
#Thnx...
Answered by shankarkumar1053
1

Answer:

135/- 3ree person only

Similar questions