Math, asked by abhishekaswar3, 3 months ago

2) 'कव्वाली काव्य विधा' के बारे में 25 से 30 शब्दों में अपने
विचार लिखिए।​

Answers

Answered by sonam8423
1

Answer: qawwali aam janta se lekar shikshit varg tak ki Pasand ki ek lokpriya Kavya Vidya hai iski mukhya visheshta kavvali geet prastut Karne Wale kalakar ke bich Kisi vishay ko lekar NOK jhok hoti hai ismein pratiyogi kalakar jab tak dusre ki Kavya panktiyon per nahale par dahala jhadte hain kavvaliyan mein Kalpana paksh pramukh hoti hai aur apmaano ki bharmar hoti hai Shivani gayak Kisi baat ka udaharan dete dete kahin bhatak jata hai Toh bhi yah badi khubsurti ke sath fir Apne vishay per laut aata hai lokpriyata ke Karan kavvali chi filmon mein bhi sammanit Kiya gaya hai .

Similar questions