Hindi, asked by anamikaku8209, 10 months ago

5 point about national flag in Hindi

Answers

Answered by mishranirakar744
2

Explanation:

flag ko Hindi mein Tiranga Kahate Hain.

1) Bharat ka rashtriy Dhwaj Tiranga Hai joki Kesariya Safed aur Hare Rang Se Bana Hai. 2)tirange Ko rashtra Dhwaj ke roop Mein 22 July 1947 ko apnaya gaya tha.

3) tirange Mein Ek Neele Rang ka Chakra banaa Hua Hai jismein 24 tiliya Hai.

3) tirange Ko apnane se pahle Dhwaj Mein 6 bar badlav kiye gaye the.

4) rashtriy Dhwaj ko Khadi ya Silk se banaya jata hai.

5) rashtriy Dhwaj ko fahrane ke bahut Niyam Hai ise Saja ne ke liye prayog nahin kiya Ja sakta.

6) rashtra Dhwaj Rashtriya shok ke Samay Aadha Jhuka rahata Hai.

thank you ....

I hope it's help ..

Similar questions