6 points for preventing environmental pollution in hindi
Answers
Answered by
0
Explanation:
paryavaran ko dushit hone se bachane k liye humme km se km plastic se banni vastuwo ka pryog karna chahiye kachre ko charo nahi fekna chahiye usse Ek gadha khod k ussme daba Dena chahiye.
paryavaran ko swachh rakhne k liye hum adhikk se adhikk ped paudhe laga sakte h .
bade bade kaarkhno k gande paaniya nadi me girra diye jaate isska humme punah pryog karna chahiye.
aaj hummare sarkar tarah tarah k yojnaye bana laagu kr rahi taaki paryavaran ko swachh saaf suthra aur sundar banaya jaasake pr yah Ek aadmi k karne se nahi hoga jb Tk sabhi log isko apne Ek jimmedari nahi maante h .
Similar questions