Hindi, asked by anchu3636, 1 year ago

A ' Hasya Kavita' or a ' Deshbhakti Kavita' for class 9. Should be long enough to last a minute or so, thanks.

Answers

Answered by amarpreet
2
aaj ke is kalyug me kaha hai gandhi ki toli ? saath me jise liye chalte thi shanti hi gita ki hamjoli ramdev, anna bhi gaye sarkar ke is khatai me shanti ke saath chaturai bhi gayi bhrashtachar ki ladai me nahi mila mukaam abtak jiski hame talash thi kranti ab wo phir chhidegi jo san 47 ki aawaz thi angrej darke bhage the janta ke aage kampe the wahi janta phir jagegi sarkar ko milkar bhapengi aawaj satyagrah kahi nahi garmajoshi ka dabaw bhi tha tabhi desh aajad hua tha jisse bharat ka guman hua tha yeto satyagrah ki aawaz hai garmjoshi abhi hui kaha ? itne me sarkar loot gayi hai naujwan utrenge to ye bhagegi kaha ? antim samay tak chalegi ladai bhrashta netao pe hogi kadai jang haar sakte nahee kabhi hai bhrashtachar ki ye pahli ladai jhuk jaayegi ye sarkar fans jaayenge shatir mantri aakhir kabtak jhuthi shan rahegi bhrashtachar ab nahi chalegi bhrashtachar ab nahi chalegi bhrasthachar ab nahi chalegi - See more at:
Similar questions