Hindi, asked by mepoushalidas02, 1 year ago

a very very very short paragraph on paropkar in hindi

Answers

Answered by PRUSHTI21
8
manusya k karm ki sudarta paropkar Se hoti hai...
Attachments:
Answered by solankitapasya
4
Paropkar do shabdo se milakar bana hai par aur upkaar arthat dusre ka upkar. Sansaar me anek prakaar ke log rehte hai kuch jo hamesha apne sukh ke piche pade rehte hai aur kuch aise bhi hote hai jo niswarth bhavna se dusro ki madat karte hai aur unke bhalai ke kaam karte hai. Aise manushya parokari kahe jaate hai aur unke kaarya paropkaar kahe jate hai. Apna pet toh khud pashu bhi bharte hai par jo paropkaar karta hai wahi sacha manushya kehlata hai.
Similar questions