Hindi, asked by meghna2006, 1 year ago

aadrash adhyapk ki visheshtaayen kya hoti he

Answers

Answered by aasthakashyap62
2
Adarsh Adhyapak ki visheshtayen nimnlikhit hai
1 .ve apne students ke bhavnao ko samajhte Hain tatha Uske talent ke anusar usse Si
khlane. ki Chesta Karte Hain .

2
. we Apne students se irsya nahi karte hain .
3.we Apne students ko bade hi Saral tarike se Samjhane ka Prayas Karte Hain .
3. yadi Koi Vidyarthi atpata Sawal bhi karta hai to Ek Adarsh Shikshak hone ke Naate Unhe gussa nahi karna chahiye balki usse Pyar Se handle karna chahiye .

4.Ek Adarsh Shikshak apni Tarifiya khud se nahi karte hain balki unke guno se prabhavit hokar bacche unKi Jai Jaikar Karte Hain .

5.Ek Adarsh Shikshak Apne vidyarthiyon mein bhed Bhav nahi karte hai Amir ho ya Garib wah sabhi ko ek Saman manta hai tatha Sabhi ke Prati Saman Kartavya Nishtha ki Bhavna rehti hai .

6. Adarsh Shikshak Apne students ka Marg Darshan Apne bache ke Saman karta hai aur use apni Manzil Tak jane ke liye protsahit Karte rehta hai ............

and last Ek Adarsh Shikshak Ek Mehnati student bhi Hota Hai Jo apni mehanat ke dum par Adhik se Adhik gyan Arijit kar Apne Vidyalaya ka Bhala karta hai

meghna2006: thank you!
Similar questions