Hindi, asked by samadhikoli07, 1 year ago

aagar kitabe nahi hoti ​

Answers

Answered by 00002023
0

Answer:

                   agar kitabe na hoti to

agar kitabe na hoti toh hum log agyani hote. kitabo se hi hum aapne adhikaro ke barre mein jaan sakte hai. kitabe hi hmari sachi mitr hoti hai jo kabhi bhi hamara sath nhi chodti chahe dukh ho ya sukh ho. kitabo se hi hum aapne sarir , desh, vigyan, itihash aadi ke bare mein aasani se jaan sakte hai. kitabo se hi hum hmare desh ke batware ke bare mein jaan payeki kase hmara desh ek jhatke se alag ho gya. kitabe to vo ndi hai jo kabhi bhi nhi rukti.inke bina hum nhi rh sakte inke bina hum gwar haior hmari zindagi se rang udd jayenge.

Explanation:

Similar questions