आज का हर मनुष्य जीवन के हर क्षेत्र में प्रगति कर चुका है परंतु फिर भी वह प्रकृति के आगे लाचार है उपर्युक्त कथन पर अपने विचार व्यक्त करते हुए लेख लिखे।
Answers
Answered by
4
Answer:
Mere vichar se upkyut kathan bilkul sahi hai kyunki insan pragrati to kar raha hai par woh paryavaran ko bhul raha hai. Apne payde ke liye ped paudho ko kat raha hai, janwaro ko mar raha hai. Par use sayad yeh pata nahi hai ke wo isese apna hi nuksan kar raha hai. Ped paudho ke katne se insano par bahut se paresani aa sakti hai isleye hume ped paudho ko katne ke bajay ped lagana chaye. Yadi hum ped kate hai to uske jagha dusra ped lagana chaye
THANK YOU
HOPE YOU LIKE IT
Similar questions