Aakhiri mite to crow ban jaye
Pahla mite to elephant ban jaye
Bich ka mite to work ban jaye
Kya hai wo 3 akshar ka name jo aaye
Answers
Answered by
73
Kagaj (paper)
Kag- crow
Gaj - elephant
Kaaj- work
Answered by
25
Answer: Aakhiri mite to crow ban jaye
Pahla mite to elephant ban jaye
Bich ka mite to work ban jaye, wo teen akshar ka shabd hai kaagaj.
Explanation:
Kaagaj yaani ki patra kis par koi nhi jankariyaan ko likha jata hai.
Agar pehle ke teen akshar hataye jaaye to ban jaata hai, to kag ban jata hai, crow jisse kehte hai angrezi mein.
Agar beech ke teen akshar hataye jaaye to gaj ban jata hai, elephant jisse kehte hai angrezi mein.
Agar aakhiri ke teen akshar hataye jaaye to kaaj ban jata hai, jisse kehte hai work angreji mein.
Similar questions