आनलाइन कक्षाओं के बारे में अपने अनुभव बताते हुए अपने पिता जी को पत्र लिखिए
Answers
Explanation:
bilkul bkwas anubhav h
please follow me
Explanation:
HEY MATE !
Bade bhaiya
namaste ,
Aapka patra mila aur aapke kaksha mein pratham aane par khushi hui . main yahan theek hoon aur ashsa hai ki aap bhi theek honge . main yeh patra aapko apni online kaksha ka anubhav batane ke liye likh rahi hoon .
cheen dwara failaya hua corona virus ke karan koi aam vyakti ghar ke bahar lockdown ke karan nahi jaa paa raha hai . iss karan hum bachchon ki padhai par asar na aaye , iss karan humare school ne online padhai shuru kar di hai . online kakshaon mein humlog zoom app dwara padhai kar rahe hain . iss tarah online padhai maine pehli baar kari hai . ghar par baithe hue padhai karna bahut achcha lag raha hai . humari adhyapikaon ko padhane mein thodi mushkil aa rahi hai . baar baar bachon ka internet connection chala jata hai . par mujhe toh iss tarah ki phadhai karna acha lag raha hai .
SORRY I AM NOT HAVING HINDI KEYPAD AS I AM OPERATING WITH MY LAPTOP . HOPE YOU UNDERSTAND . HOPE THIS ANSWER WILL HELP YOU . PLEASE MARK THIS ANSWER AS BRAINLIEST.