Hindi, asked by Gudesarita4263, 1 year ago

Aaopcharik and anopcharik patra

Answers

Answered by shuklagyanendra05
1

Explanation:

aupcharik Patra -yah Patra unhe likhe jaate Hain jinse hamara niji parichay nahin Hai . aise pethro mein atmiyata nahin hoti balki sandesh ,kathya

aadi ki pramukha ratei Hai . aupcharik Patra ke bhi Kai prakar hain ;jaise- prathna Patra, karyalay Patra, vyavsayik Patra ,.aadi.

anopcharik Patra - yah Patra unhen likhe jaate Hain, jinhen Ham vyaktigat Roop se jante Hain. inmein kisi prakar ki aupcharikta nahin hoti, apne Man ki baat, sukh dukh ka byavara rahata Hai anopcharik Patra ke bhi Kai prakar hain.

anopcharik Patra ke bich Kai prakar Hain, jaise parivarik Patra ,nimantran Patra ,shubhkamna Patra ,shok Patra, aadi.

Similar questions