Hindi, asked by annie1112, 1 year ago

aap ki dost hath dhote samay pani ka durupyog kar rahi hai samvad likhiye

Answers

Answered by ashhhh1
1
Meera=tum haath dhone ki bajay uska durupyog kyu Kar rahi ho.
Sheema=Tumhe kya karna. Tumhara pani hai kya.
Meera= tum aisa kese keh sakti ho pani har kisi ki jaroorat hai.
Sheema =abhi to nahi hai na.
Meera= jis din tumhe pani ki kami holi tab tumko meri ye baat yaad aaegi.
Sheema =ab mughe jyada gyan dene ki jaroorat nahi hai.
Meera=hamare desh me pani kee kitni kami hai tumhe pata nahi.
Sheema=hand yaar baat toh sahi hai. Abse me paani ka durupyog nahi karoongi.
Meera=acchi baat hai ki tum samagh gain me bahoot khush how.
Sheema= mughe samjhane ke liye dhanyabaad.
Make the answer brainliast pls

annie1112: thnx
ashhhh1: UR welcome
Similar questions