आपकी दृष्टि से भेदभाव के कारण देश और समाज को क्या हानि हो रही है ? आपसी भेदभाव मिटाने के लिए अपने सुझाव दीजिए।
Answers
Answer:
hlo sis..
your ans is here hope u like my answer .. if u like it so plzz mark me as brainlist..
heya sis plzz pura jarur padhna ..
Explanation:
mare najar mai naki srif samaj mai balki aj v humera desh mai kai asa log hai jo dharm k nam par bhed bhaw krte hai or to or caste par v bhed bhaw dekhne ko milta hai ....
agar hume apne samaj ko or desh ko puri tarh s bhetar banana hai to uske lia sabse phle bhed bhaw hatana hoga ...
aj v kai log upper caste or lower caste ko lekar bhed bhaw krte hai kai log to apne bagal mai kisi lower caste ko khare rahne v nahi date bat to dur ki bat hai...
in my sence humen is bhed bhaw ko khatam krna hoga ... akhir kis bat ko lekar y bhed bhaw hai jo khana hum khate hai wahi wo kahte hai jo pani him peeta hai wahi wo peeta hai ....
jab bhagwan humare mai fark nhi krta to hum kon hote hai ..
wase dekha jaye to y fark v insano na hi banaya hia ........
Agar apna samajh sudhrega tabhi to desh sudhrega ...
Or gender religion par v kai jagah bhed bhaw aj v dekhne ko milte hai
... log beto ko school bhj dete hai or beteyoun ko ghar k kam karwate hai unka y mmmannna hai ki ladkiyan paraya dhan hote hai ... jab Kahi ladka paida hota hai to unke ghar wale khub khush hote hai magar ladki ho jane par dukhi hote hai mai un logo ko y yad dilana chate hu ki jo y fark krta hai unko paida krne wale v ek ladki hai ...
thnxxx hope it's help u