Hindi, asked by OVERLOADofSTUDIES, 7 months ago

aapki drishti men mitr banane samy kya kya baaten dekhni chahiye?sankshipt lekh likhe​

Answers

Answered by Samriddhizzzz
2

Answer:

pehle to kisi ke baat krne k style se pta chal jata hai ki vo kis type ka insaan hai.

aur agar aapko lagta hai ki vo aapka frnd ban skta hai to aap ose apna frnd bna skte hain.

aur agar aap confuse hain, aapko nhi samajh aa rha ki kya kre to ye aapke uper depend krta hai ki aap ose apna frnd bnate hain ya nhi.....❤️❤️

plzzz mark me as brainliest.......❤️❤️

Answered by karanthprabhakar
0

Answer:

hum jab janm lete hai, tab hume apne parivaar ke saath hi rehna padta hai... kyunki hum apne parivaarvaalon ko nahi chun sakte hai... par, miton ko chunna hammare haath mein hote hai. Isliye, sahi doston ko chunna bahut aavashyak hai.

*jab hum kisise bhi dosti karna chahate hai, pehle hume ye dekhna chahiye ki vo aadmi kise hai. kyunki shakkar aur namak, donon goraa hote hai.

*kisi se bhi jyada personal issues pehle stage mein hi share nahi karna chahiye. kyunki aajkal bahut log sirf laabh utthaanevaale hein, par saath denevale nahi hein.

*chaahe vah aadami kitni bhi accha lage, kuch samay unke saath bitaane ki binaah unko judge nahi karna chahiye.

*pehle unke saath thoda samay bitana chahiye. seede bestfriend maanna galat raaste pe le jaa sakti hai.

*jab vo aapke saare baaton ko samajh paate hai aur aapko doosron ki tarah judge nahi karte, sankat kaal mein aapke sahaara bante hai, vahi sacche dost hote hai. par eise doston ko khojne ki chakkar mein hume galat vyaktiyon ko nahi chunna chahiye.

Pls ignore my spelling mistakes in hindi. AMOF, i donno hindi... just tried.

and all I would like to say is, just wait patiently until u get real friends in this fake world. Don't trust everyone u meet and don't expect everyone to be ur "true" friend.

Hope this might help u...

Regards:

@Pavana karanth

Similar questions