Aatmviswas par essay in hindi
Answers
Answered by
6
Aatmvishwas ek esi cheej h jo agar kisi ke bhi andar ho to uske lie koi kam mushkil nhi aatmvishwas ke jarie hm hr muhkil kam kr skte h khud pr vishvas mtlb hota h ki ye pakka krna ki hm hr kam kr sakte h agr insaan ke andar Aatmvishwas na ho to shayad hi hm koi kam kr pae sochiye gandhi ji ne anrejo se ladkar hme ajadi dilvai islie kyunki unme aatmvishvas tha sochiye agr itne bujurg insaan hme ajaadi dila sakte h to hm aatmvishvas apne mann me kyu nhi rakh skte bas hme itna dhyan rakhna h ki aatmvishvas nhi to kuch nhi
Similar questions