Math, asked by Aaytka, 1 year ago

aayt k lambai 3hai chaurai 5hai to chetrfal kya hoga


poojaoberoi: PLEASE DO NOT REPORT HIS ANSWER. IT IS GENERAL HINDI.
poojaoberoi: IT IS MATH ASKED IN HINDI.
poojaoberoi: AAYAT MEANS RECTANGLE
poojaoberoi: LAMBAI = LENGTH. CHAURAI= BREADTH
poojaoberoi: CHETRAFAL MEANS AREA

Answers

Answered by rohitkumargupta
6
HELLO DEAR,

lambi iski 3hai

or

chaurai 5hai

to sayad ye apko pta hoga ki

aayt ki chetrfal = l×b

=> 5×3 = 15unit²

asa karta hun ki ye apko madat karega
dhanyvad
Answered by poojaoberoi
0
Hame pata hai ki
Ayat ka chetrafal hoti hai= uski lambai*(Guna) Uski chaurai
Yaha hamare pas uski lambai hai- 3
Chaurai hai- 5
Ab formula lagao- 5*3
panch guna teen = 15
Par question mein diya hoga Metre ya Centimetre. Agar question mein metre hai to metre square, lag jayega 15 ke saath.
Agar centimeter hai to centimeter square lag jayega 15 ke saath.
aise isleye kynki lambai aur chaurai dono metre mein hogi. 
to m*m =metre square.
Dhanyawad.
agar tumhe english ati hai to english me pucha karo. pls
Similar questions