Hindi, asked by minnu11, 1 year ago

about king fisher in hindi

Answers

Answered by Faiqa93
2
Kingfisher varg ke chote se madhyam aakaar(shape) ke chamkeele rang ke pakshiyon ka samooh hai. Inka ek sarvyapi vitaran hai jinme se jyadatar prajatiyaan Old World aur Australia mei paayi jaati hai. Is samooh ko ya to ek akela parivaar Elsineidae ke roop mei ya phir upwarg Alcedines mei maana jaata hai jinme 3 parivaar shaamil hai-Elsineidae(nadiye kingfisher) Halcyonidi(vrikshayi kingfisher) aur Cerilli(jaliye kingfisher). Kingfisher ki lagbhag 90 prajatiyaan hai. Sabhi ke sir lambe, tez, nokili chonch, chote pair, aur thunthedaar poonch hai. Adhikaansh prajatiyon ke paas chamkile pankh hai, jinme alag-alag lingon ke beech thoda antar hai. Adhikaansh prajatiyaan vitran ke lihaaz se ushnkatibandhiyan hai, aur ek mamuli badi sankhya mei kewal jangalon mei paayi jaati hai. Ye ek vyapak range ke shikaar aur machli khaate hai, jinhe aamtaur per ek uche sthaan se jhapatta markar pakda jaata h. Apne varg ke anya sadasyon ki tarah ye khaali jagahon mei ghosla bnate hai, jom aam taur pr zameen per prakritik ya kritrim tarike se bne kinaaron mei khode gye surangon mei hote hai. 

Hope u liked this answer!!
Plz mark it as brainliest if u liked it!!
Answered by kanishka01894
1

Answer:

I hope it helps you mark me as brainlist answer

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Attachments:
Similar questions