Hindi, asked by WeningNM8763, 11 months ago

Advantahe of village life in hindi

Answers

Answered by shanaya1612
2

Answer:

Gaon me aap akela mehsoos nhi krte sabhi padosi apke parivar ki tarah hote Hain. Gaon me jyada chori chakari ke kisse nhi hote.Sabhi apas me milkar rehte Hain aur dusre ke majak Ka bura nhi mante. Sabse jaruri aur ahem baat yehe hai ki Gaon me shudh chize milti Hain Jaise doodh, sabji, dahi,ghee adi. Aur Gaon me log bure samay me ek dusre Ka sath dete hain beshak Dil se na sahi magar sath jarur dete hai.

Hope it helps you.

Similar questions