Aham namami mataram sanskrit poem hindi translation
Answers
Answered by
16
Shri Ichharam Dwivedi "Pranav" dwara rachit is Kavit "Aham namami sadaram" ka mukhya uddeshya manav jeevan main moolya ache aacharan ka mehatva btana aur apne jeevan main achi aadaton ko apnana hai.
Is kavita main kaha gya hai ki humein sada apne guruon ka aader satkar karna chahiye.Subah uthker mata pita ko namaskar kerna chahiye.Sabse sada meeti vaani bolni chahiye aur gyaan ko baantna chahiye.Sadaiv sabka hit aur bhala kerna chahiye aur sachai ke raste per chalna chahiye
Answered by
0
Explanation:
Aham namami mataram sanskrit poem hindi translation
Similar questions