Hindi, asked by deepNaAl1yankit, 1 year ago

An essay on "aaj ki shoshankari shaktiya"

Answers

Answered by monu7bishnoi
13

Mera bhi ye  maan na ki aajkal shoshankaari taktai bahut haavi ho rahi hai .Stya baat hai ki  aajkal jo adhik padhe likhe ya dhanwaan hai wo hi log bajaye ye samjhne ke ki hume dusre logo ka bhi uthaan krna chahiye aur achha jeevan  banana mai madadkrni chhaiye , ulta unhe hi dabaane mai lage hue  hai. wo dusre logo ko andhre mai rakhte hue khud sabhi moolbhoot suvidhaao ka faayda uthana chahte hai . aur mahol bhi aisa ban gya ki jiske pass paise aur sampaanta hai wo hi raj karega . iss dohrepan se samaj mai asantosh panapta hai aur apraadh bhi badhte hai . Hum sabhi shosankaari shaktiyo ko mita hai ek sadhbhav ka mahol bana chaiye . jisse samaj aur desh mai saanti aur saahmuhik tarakki ka  vatawarn bane aur sabhi sukhi rhe . Samaj mai samrasta  aur sukun phir se loute .naaki sadiyo se chali aa rahi  shosan aur durbhav ki riti phir se hume jakad le .   log phir se garibi aur bimaari mai jeete rhe . aapraadh aur kurutiyo ka bolbala ho . Savidhaan aur police ki madad se unho purantya khatam krne ki koshis kre aur . samaj ko phir pane pairo par khada krne mai saath de.

Similar questions