Hindi, asked by t4inkavyadh0atunanti, 1 year ago

An essay on importance of family in hindi

Answers

Answered by RabaabZahidah
1
parivaar hume jeena sikhata hai
☺jab aankhen aapne kholi to aapki ammi ke chehre par badi si muskurahat aati hai,vo khushi unhe 9 mahino ki tadap ke baad mili :)
☺Ghar me hi apko apki mother tongue sikhne ko mili... apko  kya laga ki aap school gaye pehla language sikhne?Suna hoga charity begins at home lekin learning our mother tongue also begins at home only ji :P parivaar ke logon me apas ki baat sunkar apko kaye bhashaye sunne or sikhne ko milti
☺parivaar apko pyaar karna sikhata hai,apko dheeraj aur dhairya rehna sikhata hai.
☺koi mushkil ghadi aane pe,har mod pe apka parivaar apka saath deta hai aur apko sahi aur galat ke beech me farq dikhlata hai
☺kuch ho na ho,parivaar apka saath kabhi nahi chodta

Cheers!
Similar questions