Hindi, asked by nibedita65, 10 months ago

andho me kana raja matlab murkho main thoda Janne Wala Bhi baidwan Mana jata hai is se ek Vakya Banaye ​

Answers

Answered by havana28406
1

Answer:

vakya:- ram hi hamare gaon may sabse padha likha hai to usse man hi man ghamand karta hai yah to vahi hua andho ka kana raja


nibedita65: thank you
Similar questions