answer me all please
Answers
Manusya ke jiwan me samay Bahut mahataw rakhta hai.Wah dhan sampati Se adhik mulyaban hota Hai. Jo apne jiwan me samay ko pehechan kr uska sadbyabhar karta hai woh har kam karne ko samarth hota hai.
Khoya hua dhan mil sakta hai. Khoya hua swasth
prapt ho sakta hai. Lekin Khoya hua kabhi lot kr nehi ata hai. Samay gati kabhi bhi nehi rukti.
Sansar me Mahatma Gandhi, Jawaharlal Nehru ki Tarah jitne bhi mahapurus hue hai, unhone samay ka sadupayog kara hai. Nepolien Bonapart yudhbhumi me kebl 5 minute deri me pahunche to unko parajay ka samna karna pada.
Kabhi kabhi Hum do min ki deri hone par railgadi
nehi pakad sakte. Isliye Hum ko chahiye ki Hum
sub ko samay par hi kam krna chahiye.
Apne paribar ke logo ko samay ka sadbyabhar sikhana chahiye. Iska sadbyabhar karne Se Manusya apne jiwan mee har kam karne ki samarth hota hai.
samay ka sadbyabhar Se jiwan me sukh, santi milti hai. Samay ka durpayog Karna atmahatya ke barabar hai. Isliye bachhe Se budho tak tatha majudur Se pradhanmantri tak sabhi ke liye samay ka sadbyabhar Bahut hi absyak hai.
Thank you.....