Answer my questions plz
Attachments:
Answers
Answered by
2
In the first section you have to make an chart which shows the sources of disease (kis kis cheezo se hoti hai bimari) than you have to show that what is the functions of the diseases (ki vo bimari kya kya karti hai) after that you've to show that what deficiency occurs when we have diseases (kis kis cheez ki kami hoti hai body mai e.g. weakness aati) than you've to write the symptoms matlb ki un diseases se pehle kya kya hota jisse pata chal sake ki disease hone waali hai aur fir un diseases ko repair karne waale vitamins ki hame kya kya khana chahiye. listen, you just have to make an chart like in the first section you're writing dengue so you have to answer all the question s like it's source is mosquito it's only an example.
fir ek aur chart banani hai jisme likhna hai ki mineral ke source kya hai jese koi fruit ka name okay than uske functions likhne ki minerals kya kya karte body mai jese blood increase ya aur bhi kuch vo sab internet se mil jaaega.
fir ek balanced diet banani hai kisi weak person ke liye jese use breakfast mai kya khana cahiye lunch mai kya khana cahiye is type se 4 sections mai divide hoga
fir to learn karne ka hai
fir next mai aapko solar system draw karna ek paper par fir learn karne ka hai uske baad celestial bodies ke baare mai likhna

Similar questions