Hindi, asked by ajaysinghjagat9951, 8 months ago

Anuched lakan in hindi about holi in 50 to 60 words

Answers

Answered by sbiranje08
1

Answer:

Explanation:

May this will help you

Attachments:
Answered by shreya941516
1

kahate Hain prachin kal mein Bharat mein ek raja Raj karta tha uska naam Kiran kashyap tha vah Bada atyachar aur abhimani thaShakti ke samne vah kisi dusre ki Shakti ko mahatva nahin deta tha use shivji se yah vardan mil chuka tha ki usse kisi se nahin Mara ja sakega Varna din mein Mara ja sakega honour raat mein use na to Koi manush maar sakega aur Na Koi pashu hi

uska ek putra tha uska naam prahlad bhakt tha kintu uska pita ishwar ko kabhi nahin manta tha prahlad ka pita ya nahin chahta tha ki uske rajya mein Koi bhi ishwar ki puja Karen

prahlad har samay bhagwan ki bhakti mein leen rahata tha prahlad nahin kabhi apne pita ke anek bar Mana karne per bhi ram ram naam ki raat nahin chhodi uske pita ne use jaan se maar dalne ka nishchay

prahlad ko hathi ke samne Dala Gaya parantu hath Hi ne uska uska kuchh nahin bigada ulte use uthakar apni peeth per bitha liya iske pakshat use pahad ke niche giraya Gaya parantu prahlad ko ek kharoch bhi nahin aai prahlad ki ek bua thi uska naam holika holika ko yah vardan tha ki vah aag mein nahin chalegi vah prahlad ko God mein lekar aage baithkar kuchh der bad aap shant Ho jaane per usmein se prahlad hansta hua nikal aaya Holi ka jalkar bus mein ho gayi kisi ghatna ki smriti mein Holi ka tyohar manaya jata hai kuchh roj ka kahana hai ki is din shrikrishna ne Patna namak Rashi ka vadh kiya tha uska akshar se log bahut dukhi the uske mare jaane per gopa Gopi kaun khoob khushiyan manae sabhi se Holi ka tyohar shuru hua.

Similar questions