Hindi, asked by funcha, 1 year ago

anuched on santoshi sada sukhi

Answers

Answered by lodhiyal16
4

Answer:

Explanation: Sansar ka her praani sukh chahta hai. jab bhi hum kissi sukhi vayakti ke baare mein sochte hai pehla khayal uss pe aata hai jo nirogi hai. fir uspe jiske pass dhan sampatti hai, fir jiske ache potra putri hai, jiska bhara pura parivar hai.

Sukhi vo nahi jiske pass sukh sampatti hai sukhi vo hai jo  her haal mein mast aur santusht hai . Yeh kahavat suni hogi santoshi sada sukhi . Jab tak vakti dusro ki taraf dekhni ki vriti rahegi tab tak santosh , sukh ki anibhuti nahi hogi. Asantosh ka karan hai jivan jeene ka tarika.

Jivan ko samajh ker uske mul uddeshye per chale . Dhan paisa jivan nirvah ka sadhan hai , sadhay nahi.  Hamesha sakratmak sooch rakhe.

       Kuch bhi nahi hai tera , do gaj jamin hai teri

      mil jaye veh bhi tujhko ye bhi nahi jaruri.........

Answered by Anonymous
3

Answer:

Mark upper ans as brainliest

Similar questions