अपने मित्र को पुस्तकों के महत्व के बारे में लिखते हुए पत्र लिखिए
Answers
Answer:
Hasanpur chakand ,Gaya
13th September, 2020
Priye Ritika,
main acchi hun aur asha Karti Hun ki Tum bhi acchi hogi main yah Patra tumhen kisi khas Karan se likh rahe hu main tumhen yah batana chahti Hun ki cal se hamara varshik Pariksha shuru hone wala hai lekin tumhare pass to tumhari kitabe nahin hogi kyunki tumne a use phad kar fek diya tha ab tum Pariksha ki taiyari kaise karogi tumhari dost hone ke naate main tumhen apni kitab se taiyari karne de sakti hu lekin bahan tumhen aaj main kitabon ka mahatva ke bare mein batana chahte hu kitabe hamari jivan ka ka sabse bada vardan hai hamen uski ijjat karni chahie kyon ki jitni ijjat ham uski karenge itni ijjat kitab hamari Karega ham kitab se Hi bar padh kar bade Insan bante Hain kitaben se Hi humko gayan milta Hai kitab hamare liye paison se bhi adhik mahatva rakhta hai is vajah se dost main tumhen kahana chahti Hun ki kitabon ki ijjat karo aur padhaai mein man lagao kyunki Pariksha sar per hai agar tumhen meri baton ka bura Lage to mujhe uske liye maaf kar dena.
tumhari Priye dost
Tanya