अपने मित्र को पत्र पत्र लिखकर इंटरनेट के प्रयोग से होने वाले लाभ और हानियों पर प्रकाश डालिए
can you give answer
Answers
Answered by
88
priy mitr
aamir,
bhuli nagar dhanbad
vishay - internet se hone wali haaniyaan aur labh
main yahaan kuchal mangle hoon aur yah aasha karti hoon ki tum bhi wahan kushalpurwak hoge aur yah bhi aasha karti hoon ki tumhare parivaarwale bhi kushal magle honge mere patr likhne ka mukh kaaran yah hai ki mujhe pta chala hai ki tumhare is vaarshik pariksha me bahut ache ank aane par tumhare mummy papa ne tumhe ek phone lekr diye hai mere taraf se iske liye badhai ho aur main tumhen yah batana chahti hoon ki internet ke bhaut fayaaden hai isse tum apne padhai ko aur bhi assan bna sakte ho tumhen kabhi bhi koi bhi jawab nahi aata ho to tum internet pe dhoond sakte ho per iske kayi haaniyaan bhi hai iska istmal zyaada bhi nahi karna chahiye q ki isse aankhen bhi kamzor ho jata hai aur isme kayi aise aaps aate hai jisse tum apne padhai se bhatk sakte ho aur bhi kayi nuksaan hai to main yah aasha karti hoon ki tum iska galat upyog nahi karoge

Similar questions
Math,
8 months ago
Math,
8 months ago
Math,
8 months ago
Math,
1 year ago
Computer Science,
1 year ago