Hindi, asked by 123MasterMind1, 1 year ago

apke vidyalaya me raktdan ka shivir laga hai ap raktdaan krna chahtey hai is vishey me pradhana charya ko patra likh kar raktdaan ki anumati mangiye

Answers

Answered by Sangeeta1964
5
Pradhan aacharya Ji,
Sir/ madam..
Hamare school mein rakt daan ke liye shivir laga hai.main apna rakt daan karna chahta hoon .rakt daan maha daan kahlata hai,kyonki jaroorat padne par daan kiya gaya rakt kisi ki bhi zindgi bacha Sakta hai.kahi baar aisa hota hai ki rakt na Milne ki vajah se kisi ki jaan chali jaati hai.main yahi sochkar ye kaam karna chahta hoon..
Kripya aap mujhe apna rakt daan karne ki anumati den..
Aapke school ka ek vidyarthi
Dhanyabad..
Similar questions