apne anubhav par likhiye ki krodh kis prakar pashchatap par hi samapt hota hai
Answers
Answered by
2
Krodh ek aisi cheez h jo ek Baar aane par Insan ko apna hosh khone par majbur Kar deti h yadi Krodh Ko kabu me nhi laya Gaya toh Jan Ko bhi khatra ho sakta hai ek Baar ek daku ne krodhit hokar apni patni ka katl Kar diya or use 10 saal ke saza hui or ab veh aadmi pachtata h ki yadi meine Apne krodh Ko kabu Kar Liya hota toh aaj ye din nhi dekhna padhta isliye kehte h ki krodhit vyaktiyo se dur rhiye . ek Baar unko krodh aa gya toh unko sambhalna kafi mushqil hota h par Baad me pachyatap krne se koi faida nhi h isliye hum aapko yahi sujav denge ki krodh Ko kabu karo taki Baad me pachyatap krne ki aavshayakta hi na pade
pls translate this in hindi because I am not able to write it in hindi thank iuuu
pls translate this in hindi because I am not able to write it in hindi thank iuuu
Similar questions