Hindi, asked by madansuthar7497, 7 months ago

Apne chacha ji ko apne janamdin par diye gaye uphar ke liye dhanyavad Patra likhe in 60 words (hindi)

Answers

Answered by abhaypatel0
2

Answer:

yeh raha aapka jawab

sawwadhan

Raj bhavan

Allahabad

3 July 2020

Pujniye Chacha ji aur Chachi ji

Sadar Charn Sparsh

mai yaha sahkhusal hu aur mai aasha karta hu ki ghar mein sab log thik thak hoge | aapke dwara bheja gaya uphar mujhe bahut pasand aaya | aapke dwara di gayi gaahdi bahut acchi hai aur yeh mere dosto ko bhi bahut acchi lagti hai | mujhe zyada khushi tab hoti tab aap yaha aa sakte lekin aapke kaam ne aapko yaha aane se rok diya | mai diya aur karan ko dher saara pyaar deta hu aur aapke aur Chachi ji ke charno ki sparsh karta hu

aapka bhatija

xyz

Similar questions